|
Lyric |
|
|
|
|
Bollywood Soundtracks - Kyon Hawa - 2004
Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai
Kyun fiza, rang chhalka rahi hai Mere dil bata aaj hona hai kya Chaandni, din mein kyun, chhaa rahi hai Zindagi, kis taraf jaa rahi hai Mere dil bata kya hai ye silsila Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai Gaa rahi hai, gaa rahi hai
Ye kiska hai chehra jisse main, har ek phool mein dekhta hoon -2 Ye kiski hai awaaz jisko, na sun ke bhi main sun raha hoon Kaisi ye aahatein aa rahi hain, kaise ye khwaab dikhla rahi hain
Mere dil bata kaun hai aa raha Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai Gaa rahi hai, gaa rahi hai |
|
|
|